LYRIC

Chand Si Mehbooba Lyrics in Hindi

चाँद सी महबूबा हो मेरी
कब ऐसा मैंने सोचा
हाँ तुम बिलकुल वैसी हो
जैसा मैंने सोचा था
हाँ तुम बिलकुल वैसी हो
जैसा मैंने सोचा था

नजदीक आओ गले से लगाओ
रूठ न जाना मुझसे सनम
तुमसे मोहब्बत तुम्ही से चाहत
तुम्ही को बसाया इस दिल में
ऐसा ही रूप खयालों में था
जैसा मैंने सोचा था

हाँ तुम बिलकुल वैसी हो
जैसा मैंने सोचा था
हाँ तुम बिलकुल वैसी हो
जैसा मैंने सोचा था

Chand Si Mehbooba Lyrics in English

Chaand si mehbooba ho meri
Kab aisa maine socha tha
Haan tum bilkul waisi ho
Jaisa maine socha tha
Chaand si mehbooba ho meri
Kab aisa maine socha tha
Haan tum bilkul waisi ho
Jaisa maine socha tha

Naa kasme hain naa rasme hain
Naa shikwe hain naa waade hain
Naa kasme hain naa rasme hain
Naa shikwe hain naa waade hain
Ek surat bholi bhali hai
Do naina sidhe saade hain
Do naina sidhe saade hain

Aisa hi roop khayaalo mein tha
Aisa maine socha tha
Haan tum bilkul waisi ho
Jaisa maine socha tha

Meri khushiyaan hi naa baaten
Mere gam bhi sehna chaahe
Meri khushiyaan hi naa baaten
Mere gam bhi sehna chaahe
Dekhe naa khwaab woh mehlon ke
Mere dil mein rehna chaahe
Mere dil mein rehna chaahe

Iss duniya mein kaun tha aisa
Jaisa maine socha tha
Haan tum bilkul waisi ho
Jaisa maine socha tha

Chaand si mehbooba ho meri
Kab aisa maine socha tha
Haan tum bilkul waisi ho
Jaisa maine socha tha
Haan tum bilkul waisi ho
Jaisa maine socha tha

Song Credits:
Song Title/गाना: चाँद सी महबूबा हो मेरी Chand Si Mehbooba Ho Meri
Movie/चित्रपट: हिमालय की गोद में Himalay Ki Godmein(Year- 1965)
Singer/गायक: मुकेश Mukesh
Music Director/संगीतकार: कल्यानजी-आनंदजी Kalyanji–Anandji
Lyrics Writer/गीतकार: आनंद बक्षी Anand Bakshi

Added by

nvn1989

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *