Kuch Din Se Mujhe Teri Aadat Ho Gayi Hai Lyrics – Kaabil

Kuch Din Se Mujhe Teri Aadat Ho Gayi Hai (Kaabil): sung by Jubin Nautiyal, composed by Rajesh Roshan and Kuch Din Se Mujhe  lyrics are written by Manoj Muntashir

Movie: Kaabil
Singer: Jubin Nautiyal
Music: Rajesh Roshan
Lyrics: Manoj Muntashir
Submited by: Godfather

Kuch Din lyrics – Kaabil | Jubin Nautiyal

Kuch din se mujhe teri aadat ho gayi hai..
Kuch din se mujhe teri aadat ho gayi hai..
Kuch din se meri tu zaroorat ho gayi hai..

Tere laboon se main hasun
Teri lehron mein bahu..
Mujhko kasam lage agar
Tere bina main jeeun..

Kuch din se mujhe teri aadat ho gayi hai..
Kuch din se meri tu zaroorat ho gayi hai..

Tere laboon se main hasun
Teri lehron mein bahu..
Mujhko kasam lage agar
Tere bina main jeeun..

Teri hawa mein hi udu main aaj kal
Main aaj kal
Tere kadam se hi chalu main aaj kal
Main aaj kal..
Kuch bhi nahi mujh mein mera
Jo bhi hai woh hai tera..

Kuch din se mujhe teri aadat ho gayi hai..

Aksar ata pata mera rehta nahi
Rehta nahi
Koi nishan mera kahi milta nahi
Milta nahi
Dhunda gaya jab bhi mujhe
Teri gali mein milla

Kuch din se mujhe teri aadat ho gayi hai..
Kuch din se meri tu zaroorat ho gayi hai..

Tere laboon se main hasun
Teri lehron mein bahu..
Mujhko kasam lage agar
Tere bina main jeeun..

 

Comments

comments

You may also like...